Zaroori Tha Lyrics / जरुरी था हिंदी लिरिक्स - Rahat fateh ali khan - Lyrics4u

Latest

04 April 2020

Zaroori Tha Lyrics / जरुरी था हिंदी लिरिक्स - Rahat fateh ali khan

Zaroori Tha Lyrics In English and Hindi

Zaroori Tha Lyrics
Song - Zaroori Tha
Singer - Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics - Khalil-Ur-Rehman Qamar
Music - Sahir Ali Bagga
Album - Back 2 Love
Music Label‎ -  ‎Universal Music India
Released‎ - 9 June 2014

Zaroori Tha Lyrics are written by Khalil-Ur-Rehman Qamar and the song is sung by Rahat Fateh Ali Khan, Music is given by Sahir Ali Bagga. The music label is Universal Music India. 

English Lyrics

Lafz kitne hi tere
Pairon se lipte honge
Tune jab aakhiri khat
Mera jalaya… hoga

Tune jab phool kitaboon
Se nikaale honge
Dene wala bhi tujhe
Yaad toh aaya hoga

Teri aankhon ke dariya
Ka utarrna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha

Zaroori tha ke hum dono
Tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzu’on ka
Bikharna  bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya
Ka utarrna bhi zaroori tha

Batao yaad hai tumko
Wo jab dil ko churaya tha
Churayi cheez ko tumne
Khudka ghar banaya tha

Wo jab kehte the mera naam
Tum tasbeeh mein padhte ho
Mohabbat ki namazo ko
Qaza karne se darte ho

Magar ab yaad aata hai
Woh baatein thi mehez baatein
Kahi baaton hi baaton me
Mukarna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

Wahin hai soortein apni
Wahin main hoon wahi tum ho
Magar khoya Huva hoon main
Magar tum bhi kahin gum ho
Mohabbat me mein daga ki thi
So Kaafir the so kaafir hain
Mili hai manzilein phir bhi
Musaafir the musaafir hain
Tere dil ke nikaale hum
Kahan bhatke kahan pahunche

Magar bhatke toh yaad aya
Bhatakna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha

Zaroori tha ke hum dono
Tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzu’on ka
Bikharna  bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya
Ka utarrna bhi zaroori tha

जरुरी था हिंदी लिरिक्स

Hindi Lyrics

लफ्ज कितने ही तेरे
पैरों से लिपटे होगे
तुने जब आखरी ख़त
मेरा जलाया होगा

तुने जब फूल किताबों
से निकाले होंगे
देने वाला भी तुझे
याद तो आया होगा

तेरी आँखों के दरिया
का उतरना भी ज़रूरी था
मोहब्बत भी ज़रूरी थी
बिछडना भी ज़रूरी था

जरुरी था के हम दोनों
तवाफे आरजू करते
मगर फिर आरजूओ का
बिखरना भी ज़रूरी था   
तेरी आँखों के दरिया
का उतरना भी ज़रूरी था

बताओ याद है तुमको
वो जब दिल को चुराया था
चुराई चीज़ को तुमने
खुदा का घर बनाया था

वो जब कहते थे मेरा नाम
तुम तसबी में पढ़ते हो
मोहब्बत की नमाज़ों को
कज़ा करने से डरते हो

मगर अब याद आता है
वो बाते थी महज़ बाते
कही बातों ही बातो में
मुकरना भी ज़रूरी था

तेरी आँखों के दरिया
का उतरना भी ज़रूरी था

वही है सुरते अपनी
वही मैं हू वही तूम हो
मगर खोया हुआ हु मैं
मगर तुम भी कही गूम हो
मोहब्बत में दगा की थी
सो काफिर थे सो काफिर हैं
मिली हैं मंजिलें फिर भी
मुसाफिर थे मुसाफिर हैं
तेरे दिल के निकाले हम
कहा भटके कहा पहुँचे

मगर भटके तो याद आया
भटकना भी ज़रूरी था
महोब्बत भी ज़रूरी थी
बिछडना भी ज़रूरी था

जरुरी था के हम दोनों
तवाफे आरजू करते
मगर फिर आरजूओ का
बिखरना भी ज़रूरी था  

तेरी आँखों के दरिया
का उतरना भी ज़रूरी था


Zaroori Tha Lyrics...

No comments: